Sunday, June 22, 2008

bhearaw

sabki apani dimand hai bhearaw
apana bhi ek brand hai bhearaw
soongh kar khojne men mahir hai
swan behad prakand hai bhearaw
demokreshi men ye elekshan bhi
nechural karam-kand hai bhearaw
kayon carpashan pea ho gaya mayoos
har kadam ek kand hai bhearaw
jab bhi chaho fisalne lagati hai
jeew par kaya kamand hai bhearaw

No comments: