mahgai ne to nak men dam kar di hai. choti si nak, usmen etani badi mahgai kaise ghus gai.dr m.m.singh kuch bol nahin rahe.soniya ji jo bolti hain, samajh nahin aata,bibi ne nye bazat prastaw rakh diye hain.koi madad karne wala nahin hai.
dhara dham par aaya 25-4-1959 ko.pahali sans li rampura jagir[jaloun]u.p.men.6mah ka tha ,aa gaya chambal ke bihadon men.gharwale dr banana chahte the .ban gaya khabar-nabish.thoda padha bhi. b.a.llb[adhoora]kiya.gwalior ke risale aacharan,navprabhat,bhaskar,niranjan,lokgathaki sewa ki.10sal jansattaor8sal nai dunia ki sewa ki.waqat badala to gwalior ka phala saynkalin sandhya samachar nikal diya.1989 ki bat hai ye.1999 se aazad hoon.aajtakki zariye apne elake ki sewa kar raha hoon.do-tin kitaben bhi ragar di hain. chambal ka naya chehara,kahti hai chambal orsathiyon ke liye sambaddata.
No comments:
Post a Comment